DOWNLOAD Bhajan - Meri Jindgi ka ek hi sapna Album - Kanha O kanha Writer - Mahabir ji Saraf Singer - Saket Lyrics : Meri Jindgi ka ek hi sapna, kaise banalu Shyam ko apna...... Tags : Shyam bhajans ,Shree Khatu shyam Bhajans khatu shyam mp3 bhajans ,mp3 shyam bhajans shyam baba bhajans ,shyam baba mp3 bhajans download shyam baba bhajans ,downlaod mp3 bhajans. khatushyam baba bhajans downlaod mp3 .khatu shyam baba songs hindi shyam bhajans
Download Lyrics : Mera sanwra deta sabko khusi se Datar esa hai ye , kahe na kisi se Kisko kya dena hai ,mera shyam janta Bhagto ko pal me ,apne ye pachanta khush hota mera baba,sabki hasi se
Mera sanwra deta sabko khusi se...........
Khusi khusi krishna ko shish diya hai Badle mai isne unse kuchh na liya hai dani kahaye mera baba tabhi se
Mera sanwra deta sabko khusi se................
kam na sidhhi esa dham banaya dar se tere koi khali hai aaya isliye shyam ne manga isi se
Mera sanwra deta sabko khusi se..............
Mera sanwra deta sabko khusi se Datar esa hai ye , kahe na kisi se ..................
Download Lyrics : Har ghadi shyam teri ,mai daya pa rha hu nath mere mai tera , diya kha rha hu
Har ghadi shyam teri ,mai daya pa rha hu nath mere mai tera , diya kha rha hu ........
aaj tera diwana ,jab jaha ja rha hai shyam tera tarana ,har koi ga rha hai teri mahima ko baba ,aaj mai ga rha hu nath mere mai tera , diya kha rha hu .......... bhav bhakto ke sun ke ,khush huye ja rhe ho dekh shrada ko baba ,tum rijhe ja rhe ho teri rahmat dayalu mai sada pa rha hu nath mere mai tera , diya kha rha hu .............. Aaj jisko bhi dekho ,khatu wo ja rha hai teri chokhat pe dani ,wo jhuka ja rha hai teri kripa ko pane ,harsh mai aa rha hu
nath mere mai tera , diya kha rha hu ...........
Har ghadi shyam teri ,mai daya pa rha hu nath mere mai tera , diya kha rha hu ...........
DOWNLOAD Bhajan - Shyam Darbar me karo fariyad Album - Kanha O kanha Writer - Mahabir ji Saraf Singer - Saket Lyrics : Shyam Darbar me , Karo Fariyad Shyam Darbar me , Karo Fariyad Sabki sunta hai baba shyam Shyam Darbar me , Karo Fariyad........... Baba teri mahima ki , maine suni kahani Jag me tere charche hai, tumsa nhi hai dani Sun ke aaya hu mai , baba shyam tera nam Shyam Darbar me , Karo Fariyad............... Tere dar pe jo aata , khali kabhi na jata Man ki murade wo pata ,daman bharke le jata Tumne pure kiye baba shyam sabke kam Shyam Darbar me , Karo Fariyad..................... Meera si bhakti dena ,Prahlad si dena shkti Hanumat si bhakti dena,'Tikam' karta hai vinti Labo pe rhe tu baba shyam aatho yam Shyam Darbar me , Karo Fariyad.....................
Tags : Shyam bhajans ,Shree Khatu shyam Bhajans khatu shyam mp3 bhajans ,mp3 shyam bhajans shyam baba bhajans ,shyam baba mp3 bhajans download shyam baba bhajans ,downlaod mp3 bhajans. khatushyam baba bhajans downlaod mp3 .khatu shyam baba songs hindi shyam bhajans